Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShobha Khote
HomeShobha Khote
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe meri raahon mein naa uljhan ka andhera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye apni manzil ko jo kaanton ne naa ghera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota ajab sulagti huyi lakdiyaan hain
baat baat mein rootho naa apne aap ko looto naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa baat baat mein rootho naa laaj ki laali aankh bani hai bheegi palken ab rukni hai laaj ki laali aankh bani hai bheegi palken ab rukni hai aankhon mein surkhi dil mein muhabbat honthon pe chhuppi hansi hai aankhon mein surkhi dil mein muhabbat honthon pe chhuppi hansi hai baat baat mein rootho naa apne aap ko looto naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa baat baat mein rootho naa dhalti hain raaten le kar andheraa laayin bahaaren nayaa saveraa dhalti hain raaten le kar andheraa laayin bahaaren nayaa saveraa jeevan safar mein dukh ho yaa sukh ho karnaa hai phir bhi baseraa jeevan safar mein dukh ho yaa sukh ho karanaa hai phir bhi baseraa baat baat mein rootho naa apne aap ko looto naa ye rang badalti duniyaa hai taqdeer se apni rootho naa baat baat mein rootho naa phool khushi ke har koi le
aaaaaaaaaa aaaaaaaaa bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho aaj ke toote khandharon par tum kal kaa desh basaaoge jo ham logon se na huaa vo tum kar ke dikhlaaoge tum nanhi buniyaaden ho tum nanhi buniyaaden ho duniyaa ke naye vidhaan ki bachcho tum taqdeer ho deen dharam ke naam pe koi beej phoot kaa boye naa jo sadiyon ke baad mili hai vo aazadi khoye naa har mazhab se unchi hai har mazhab se unchi hai keemat insaani jaan ki bachcho tum taqdeer ho phir koi jaichand na ubhre phir koi jaafar na uthe gairon kaa dil khush karne ko apnon par khanjar na uthe dhan daulat ke laalach mein dhan daulat ke laalach mein tauheen na ho imaan ki bachcho tum taqdeer ho naari ko is desh ne devi keh kar daasi jaana hai jisko kuchh adhikaar na ho vo ghar ki raani maana hai tum aisa aadar mat lena tum aisa aadar mat lena aad ho jo
Balamva Bolo
hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai dharti ko chhod kar peechhe baadal ke paar jana hai chun chun ke shokh taaron ko ek aashiyaan banaana hai ek lagan hai ek hi masti ek jaise afsaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena dil ki lagi yeh kehti hai rukne ka naam mat lena tufaan rasta roke jhukne ka naam mat lena pyaar shamma hai hum dil wale usi ke hain parwaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge ek saath chal pade hain to manzil ko dhund hi lenge jis dil mein ghar banana hai us dil ko dhoond hi lenge hum albele aaj chale hain duniya nayi basane hum panchhi mastane hum panchhi mastane ek hi dhun hai ek hi manzil pyaar ke hum dewaane hum panchhi mastane hum panchhi mastane
ja ja re ja deewane ja ja ja re ja deewane ja maine jo chaha tujhko apna banaya tujhko ispe akadta hai kya ja ja ri ja deewani ja ja ja ri ja deewani ja maine ehsaan kiya dil jo kurbaan kiya badh badh ke baaten na bana ja ja re ja deewane ja ja ja re ja deewane ja bura hai mera gussa jawaani ki kasam main shola ban ke tujhko jala dungi balam hai bheja mera thanda nahin hai mujhe ghum main pani banke tujhko bujha doonga sanam itna guroor na kar mujhko majboor na kar varna chakha dungi maja ja ja re ja deewani ja ja ja re ja deewani ja main ban ke machaliya chhupungi jal mein na aaungi bedardi main tere bal mein laga ke main bhi dori mein kanta dil ka fansa hi lunga tujhko bas ek pal mein na kar takraar mujhse dekhe hai lakhon tujhse apne tu shete na jata ja ja ri ja deewani ja ja ja re ja deewane ja bade hi zahreele ye naina hain mere main nagan ban ke das loongi chhed na mujhe bade hi zahreele ye naina hain mere main nagan ban ke das loongi chhed na mujhe banegi jo
jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein hum to deewane hain tere naam ke dil luta baithe hain jigar thaam ke hum to deewane hain tere naam ke dil luta baithe hain jigar thaam ke ishq ne humko nikkamma kar diya warna hum bhi aadmi the kaam ke kitna main gir chuka hoon ke haiwaan ban gayaa hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein ab to bas pathar ki ek tasveer hoon yaa samajh lo ek uday be peer hoon ab to bas pathar ki ek tasveer hoon yaa samajh lo ek uday be peer hoon apne pairon bandh gayi jo pyaar mein aisi ek uljhi huyi zanjeer hoon haalat ko apni dekh ke hairaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaaun kahan bata aye dil duniya badi hai sang dil chandani aayi ghar jalaane soojhe na koi manzil jaaun kahan bata aye dil ban ke toote yahaan aarzoo ke mehal ye zameen aasmaan bhi gaye hain badal kehti hai zindagi iss jahan se nikal kehti hai zindagi iss jahan se nikal jaaun kahan bata aye dil duniya badi hai sang dil chandani aayi ghar jalaane soojhe na koi manzil jaaun kahan bata aye dil haaye is paar to aansuon ki dagar jaane us paar kya ho kise hai khabar thokaren kha rahi har kadam par nazar thokaren kha rahi har kadam par nazar jaaun kahan bata aye dil duniya badi hai sang dil chandani aayi ghar jalaane soojhe na koi manzil jaaun kahan bata aye dil
lala lala la la ra lala lala la la ra kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye duniyaa ke saath dole dhadke jo dil tumhara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare kar do na muskura ke halka sa ik ishaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki dil jab bhi dagmagaaya tum ban gaye sahaara kehte hain chaand
main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe chalta rahega o mere qaatil main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil aaaaa haaaa haaaa haaaa haaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaa teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar ab teri meri ek dagar main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar jo khila hai ban ke bahaar tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe
main tere pyaar mein kya kya naa bana main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam main ghata pyaar bhari tu hai mera baadal jaane ye mausam jaane ye mausam haaye main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai meri bansi main hoon tera kaanha tu hai meri bansi tu hai meri bansi main hoon tera kaanha tera mera pyaar hai sadiyon puraana dil ke har taar mein hai raag tera humdam jaane ye mausam jaane ye mausam main ghata pyaar bhari tu hai mera baadal jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai mora phoolwaa main hoon teri khushboo tu hai mora phoolwaa tu hai mora phoolwaa main hoon teri khushboo des bides maa sang sang ghoomun tu hai gulzaar mera main hoon teri shabnam jaane ye mausam jaane ye mausam main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai meri manzil main hoon tera saahil tu hai meri manzil tu hai meri manzil main hoon tera saahil kar ke rahenge ik din haasil
sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai haathon mein aaya na haath piya ka kahe ko mehandi rachayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka ghunghat hi ki aot se paya chaar ghadi bas darshan pee ka toot gaye sab sunder sapne raat milan ki naa aayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein taaron ki gardish ke aage kaam na aayi kuchh tadbeerein hasrat thi dil ko melon ki aur mili hai tanhayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki
tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge tadpa lo kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka kab tak jaanegaa naa chandaa dard chakori ka ek din to ye phool sunegaa bulbul kaa shikavaaa bewafaa pyaar mein kab talaq ye parda tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke jin ki khatir hum phirte hain deewane ban ke wo humse jab milte hain to begaane ban ke ishq mein reh gaye hum fasaane ban ke tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge tadpaoge tadpa lo dekh nishane par rakha hai kab se maine dil dekh nishane par rakha hai kab se maine dil teer chala kya soch raha hai o bhole qaatil kya pata maut hi pyaar ki ho manzil tadpaoge tadpa lo hum tadap tadap kar bhi tumhaare geet gaayenge thukraoge thukraa lo hum thokar khaa kar bhii tumhaare dar pe aayenge tadpaoge
tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai uljhe uljhe se khayaalaat ki keemat kya hai maine kyun pyaar kiya tumne na kyun pyaar kiya in pareshaan sawaalat ki keemat kya hai tum jo ye bhi na bataao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko zindagi sirf muhabbat nahin kuchh aur bhi hai zulfon rukhsaar ki jannat nahin kuchh aur bhi hai bhook aur pyaas ki maari hui iss duniyaa mein ishq hi ek haqeekat nahin kuchh aur bhi hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko maine tumse hi nahin sabse muhabbat ki hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko tumko duniyaa ke ghumon dard se fursat na sahi sabse ulfat sahi mujhse hi muhabbat na sahi main tumhaari hoon yahi mere liye kya kum hai tum mere hoke raho ye meri kismat na sahi aur bhi dil ko jalaao to ye haq hai tumko meri
wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee nazar ke samne ghata si chha gayee nazar ke samne ghata si chha gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee kahan se phir chale aaye ye kucch bhatke hue saaye ye kucch bhoole hue nagme jo mere pyaar ne gaaye ye kucch bichhdi hui yaadein ye kucch toote hue sapne paraaye ho gaye to kya kabhi ye bhi to the apne na jaane inse kyun mil kar nazar sharma gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee bade rangeen zamane the tarane hee tarane the magar ab poochhta hai dil wo din the ya fasane the fakat ik yaad hai baaki bas ik fariyaad hai baaki wo khushiyaan lut gayeen lekin dil ae barbaad hai baaki kahan thi zindagi meri kahan par aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee ummidon ke haseen mele tamannaon ke wo rele nigahon ne nigahon se ajab kucch khel se khele hawa mein zulf leherayee nazar pe bekhudi chayee khule the dil ke darwaaze mohobbat bhi chali aayee tamannaon ki duniya par
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Ulfat Pe Sasural (1961) 04:29 14157
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Mehmood
Duration : 04:29   Song Number : 14157   

Baat Baat Mein Rootho Seema (1955) 04:28 14185
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 04:28   Song Number : 14185   

Bachcho Tum Taqdeer Ho Didi (1959) 03:25 39861
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shobha Khote
Duration : 03:25   Song Number : 39861   

Balamva Bolo Picnic (1966) 04:54 39876
 
Poster of Picnic (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 04:54   Song Number : 39876   

Hum Panchhi Mastane Dekh Kabira Roya (1957) 04:17 37517
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Anita Guha
Duration : 04:17   Song Number : 37517   

Ja Ja Re Ja Deewane Ja Grahasti (1963) 03:42 38360
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mahmood, Shobha Khote
Duration : 03:42   Song Number : 38360   

Jaana Tumhare Pyar Sasural (1961) 03:26 14158
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mahamood, Shobha Khote
Duration : 03:26   Song Number : 14158   

Jaoon Kahan Bata Ae Dil Chhoti Bahen (1959) 03:48 20624
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rahman, Nanda, Shobha Khote
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:48   Song Number : 20624   

Kehte Hain Chaand Jisko Sanjog (1961) 03:50 32341
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 32341   

Main Rangila Pyaar Ka Chhoti Bahen (1959) 03:44 12987
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Shobha Khote
Duration : 03:44   Song Number : 12987   

Main Tere Pyaar Mein Ziddi (1964) 04:01 14449
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood, Shobha Khote
Duration : 04:01   Song Number : 14449   

Sur Badle Kaise Kaise Barkha (1959) 05:52 37177
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anand Kumar, Shobha Khote
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 37177   

Tadpaoge Tadpa Lo Barkha (1959) 03:28 12839
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 03:28   Song Number : 12839   

Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Didi (1959) 03:39 13087
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 13087   

Wo Bhooli Dastaan Lo Phir Yaad Sanjog (1961) 04:52 12150
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Shobha Khote
Duration : 04:52   Song Number : 12150   
Karaoke Songs of shobha khote, Sad Songs of shobha khote, Love Songs of shobha khote, Dance Songs of shobha khote, Hip-hop songs of shobha khote, Best songs of shobha khote, Super hit songs of shobha khote, hit songs of shobha khote, duet songs of shobha khote, solo songs of shobha khote, old songs of shobha khote, famous songs of shobha khote, Hindi Karaoke Songs of shobha khote, Hindi Sad Songs of shobha khote, Hindi Love Songs of shobha khote, Hindi Dance Songs of shobha khote, Hindi Hip-hop songs of shobha khote, best Hindi songs of shobha khote, super hit Hindi songs of shobha khote, hit Hindi songs of shobha khote, duet Hindi songs of shobha khote, solo Hindi songs of shobha khote, old Hindi songs of shobha khote, famous Hindi songs of shobha khote, Sing Along Songs of shobha khote, Sing Along Sad Songs of shobha khote, Sing Along Love Songs of shobha khote, Sing Along Dance Songs of shobha khote, Sing Along Hip-hop songs of shobha khote, Sing Along Best songs of shobha khote, Sing Along Super hit songs of shobha khote, Sing Along hit songs of shobha khote, Sing Along duet songs of shobha khote, Sing Along solo songs of shobha khote, Sing Along old songs of shobha khote, Sing Along famous songs of shobha khote